Jab jab dard ka badal chaya,
Jab gam ka saaya lehraya,
Jab aansu palko tak aaya,
Jab yeh tanha dil ghabraya,
humne dil ko yeh samjhaya
dil aakhir tu kyun rota hain
duniya mein yunhi hota hain!
Yeh jo gehre sannate hai
waqt ne sabko hi baante hainn,
thodda gamm hain sabka kissa
thoddi dhup hai sabka hissa,
aankhen teri bekar hi namm hain
har pal ek naya mausam hain
Kyun tu aise pal khota hai,
Dil aakhir tu kyun rota hain!
- from the most poignant bollywood film of the year 'Zindagi na milegi dobara'! (one of the few hindi movies that i could watch again) :)
No comments:
Post a Comment